Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 17

Thread: میں روزے نہیں رکھتا

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    candel میں روزے نہیں رکھتا



    میں روزے نہیں رکھتا توکیا روزقیامت مجھے عذاب ہوگا ؟

    الØ+مد للہ
    رمضان المبارک اسلام کے ارکان میں سے ایک رکن ہے جس پر اسلامی عمارت قائم ہے ،
    اللہ سبØ+انہ وتعالی Ù†Û’ ہمیں یہ بتایا ہے کہ رمضان Ú©Û’ روزے جس طرØ+ پہلی امتوں پر فرض کیے گئے تھے امت اسلامیہ پر بھی فرض Ú©ÙŠÛ’ گئے ہیں
    اس کا ذکر کرتے ہوئے اللہ تعالی نے فرمایا :

    { اے ایمان والو تم پرروزے رکھنا فرض کیا گیا ہے جس طرØ+ تم سے پہلے لوگوں پرفرض کیے گئے تھے ...تا کہ تم تقوی اختیار کرو }
    البقرۃ ( 183 ) ۔

    اورایک مقام پر Ú©Ú†Ú¾ اس طرØ+ فرمایا :

    { ماہ رمضان وہ ہے جس میں قرآن اتارا گیا جو لوگوں Ú©Ùˆ ہدایت کرنے والا ہے اورجس میں ھدایت اورØ+Ù‚ وباطل Ú©ÛŒ تمیز Ú©ÛŒ نشانیاں ہیں ØŒ
    تم میں جوشخص اس مہنیہ کو پائے اسے روزہ رکھنا چاہیۓ ، ہاں جو بیمار ہویا مسافر ہواسے دوسرے دنوں میں گنتی پوری کرنی چاہیے ،
    اللہ تعالی کا تمہارے ساتھ آسانی کرنے کا ارادہ ہے سختی کا نہیں ، وہ چاہتا ہے
    کہ تم گنتی پوری کرلو اوراللہ تعالی کی دی ہوئي ہدایت پر اس کی بڑائياں بیان کرو اوراس کا شکر کرو }
    البقرۃ ( 185 ) ۔

    Ø+دیث میں بھی نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا فرمان ہے :

    ابن عمررضي اللہ تعالی عنہما بیان کرتے ہیں کہ رسول اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا :

    ( اسلام Ú©ÛŒ بنیاد پانچ چيزوں پر ہے : یہ گواہی دینی کہ اللہ تعالی Ú©Û’ علاوہ کوئي معبود برØ+Ù‚ نہیں ØŒ
    اوریقینا Ù…Ø+مد صلی اللہ علیہ وسلم اللہ تعالی Ú©Û’ رسول ہیں ØŒ
    اورنماز قائم کرنا ØŒ زکوۃ ادا کرنا ØŒ Ø+ج کرنا ØŒ اوررمضان المبارک Ú©Û’ روزے رکھنا )
    صØ+ÛŒØ+ بخاری Ø+دیث نمبر ( 8 ) صØ+ÛŒØ+ مسلم Ø+دیث نمبر ( 16 ) Û”


  2. #2
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Jazak Allah

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا


    Matlab azab hoga jo log chorte hain ya nahi rakhte un k liye

  4. #4
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    Matlab azab hoga jo log chorte hain ya nahi rakhte un k liye
    Jee bilkul theek azab ho ga sirf un k liye

  5. #5
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    Matlab azab hoga jo log chorte hain ya nahi rakhte un k liye
    khali azaab nai bad tareen azaab hoga bas Allah ne in ki rassi daraz ki hui hai

  6. #6
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    beshak

  7. #7
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Jazak ALLAH Khair

    ALLAH PAK Apni Rehmat Ke Sabab Kisi Ko Bhi Bakhsh Sakta Hai

    500 Saal Ki Ibaadat Karne Waala Pakra Jaaye Ga

    1 Subhan ALLAH Kehne Waala Shakhs Bakhsha Jaaye Ga

    Insan Ko Har Waqt Tauba Karni Chahiye

    Haan ALLAH Ka Haq Poora Karo

    Agar Poora Karne Ki Niyyat Ho Aur Maut Aaa Jaaye To Wo Haq Poora Karne Waalon Main Likha Jaaye Ga

    Aimaal Ka Daramodar Niyyaton Par Hai

  8. #8
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Jazak ALLAH Khair

    ALLAH PAK Apni Rehmat Ke Sabab Kisi Ko Bhi Bakhsh Sakta Hai

    500 Saal Ki Ibaadat Karne Waala Pakra Jaaye Ga

    1 Subhan ALLAH Kehne Waala Shakhs Bakhsha Jaaye Ga

    Insan Ko Har Waqt Tauba Karni Chahiye

    Haan ALLAH Ka Haq Poora Karo

    Agar Poora Karne Ki Niyyat Ho Aur Maut Aaa Jaaye To Wo Haq Poora Karne Waalon Main Likha Jaaye Ga

    Aimaal Ka Daramodar Niyyaton Par Hai
    zabardast bat ki ap ne be shak wo barra be neyaz hai jab toba qubool kerne pe aye tu gunah-e-kabeera tak maaf ferma deta hai or kabhi kabhi makhi k par jitni laghzish b jahannum men dhakel deti hai

  9. #9
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    zabardast bat ki ap ne be shak wo barra be neyaz hai jab toba qubool kerne pe aye tu gunah-e-kabeera tak maaf ferma deta hai or kabhi kabhi makhi k par jitni laghzish b jahannum men dhakel deti hai
    ALLAH TABARAK WATAALA Shirk Ke Siwa Saare Gunaah Maaf Farma De Ga

    Lekin Insan Ko Is Ghalat Fehmi Main Nahin Rehna Chahiye

    Ke Main Gunah To Kar Raha Hoon

    Shirk Nahin Kar Raha

    ALLAH Bakhsh De Ga

    Kuch Gunaah Aise Hote Hain Jis Ki Waja Se Maut Ke Waqt Emaan Salb Kar Diya Jaata Hai

    ALLAH Se Sirf Reham Ki Umeed Rakhni Chahiye

    Aur Reham Sirf Jajta Bhi ALLAH Hi Ki Zaat Ko Hai

  10. #10
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: میں روزے نہیں رکھتا

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    ALLAH TABARAK WATAALA Shirk Ke Siwa Saare Gunaah Maaf Farma De Ga

    Lekin Insan Ko Is Ghalat Fehmi Main Nahin Rehna Chahiye

    Ke Main Gunah To Kar Raha Hoon

    Shirk Nahin Kar Raha

    ALLAH Bakhsh De Ga

    Kuch Gunaah Aise Hote Hain Jis Ki Waja Se Maut Ke Waqt Emaan Salb Kar Diya Jaata Hai

    ALLAH Se Sirf Reham Ki Umeed Rakhni Chahiye

    Aur Reham Sirf Jajta Bhi ALLAH Hi Ki Zaat Ko Hai
    beshak.

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •